WUZU (WUDHU) KE FARZ Wuzu (Wudhu) ke Farz Bismilah'Ir'Rahman'Ir'Rahim Assalamualaikum Aaiye Kuch Wuzu (Wudhu) ke zaroori Farz par Baat kar lete hai. Yaad rahe ki yeh Farz hai aur isme woh chize jo sunnatein hai woh choot sakti hai. Sabse pehla Farz : Chehre ko peshani ke baalo se thodhi tak dhona hai aur jaha se sir ke baal shuru hote hai waha se hume shuruaat karni hai aur thodhi tak paani ko lekar jaana hai. Doora Farz: Dono haatho ko Kohnio tak thik se dhona hai. Teesra Farz: Dursustgi ke saath Ek chothaai sir ka masaa karna hai jaisa ke dikhaya jaa raha hai. Chotha Farz: Dono Pairo ko pindlio tak thik se dhona hai. Video ka link Niche de rakha hai taaki mazeed aap dekh kar tariqa seekh sake https://youtube.com/shorts/KgHQcDoApfw?feature=share Jazak ALLAH
A blog about Islam and sufism merged together. Here you will find every article related to Islam, Sufism, Qur'anic teachings, Quranic Waqiyas, Islamic Stories and many more. Also, various poetries of ALLAMA IQBAL and RUMI (MASNAVI) will also be the part of this blog. The verses from Qur'an and Hadith will be discussed and furthermore, speeches of various Peers and Muftis (Pir Saqib Shami, Mufti Salman Azhari)will be shared INSHA ALLAH . Please share this blog too to your friends.