Skip to main content

SHAB E MERAJ KI FAZILAT

1.Shab e meraj main mere AUR aapke Nabi
S.A.W  meraj par tashreef farma hue...  Toh musalmaan ke liye toh Isse badhi raat phir ho he kya sakti hai ki jab unke aur saari ummat ke nabi Meraj par gaye ho aur waha se  5 Namaz ka tohfa laaye ho...
2. Jab mere nabi Shab e Miraaj par gaye the toh jibrail ne unka dil nikaala aur noor se dho diya aur phir jism ke andar daakhil kar diya jo ki pehli open heart surgery thi duniya main.....
Iska scientific  reason yeh hai,  ki jab kisi ka dil kisi doosre ke jism main jaata hai toh uss dil ka asar hota hai uske upar...  Jab nabi ke dil ko dhoya gaya noor se,  toh aap andaaza laga sakte ho mere nabi ka martaba kya tha....
3. Iss raat main ibaadat kai saal ki ibaadat se behtar hai,  duaae Qubool hoti hai....
4.Lauh e Mehfooz main farishte likhte hai ki kab kisko lekar jaana hai iss duniya se aur kisko kitna rizq ata karna hai,  kisko kitni zindagi deni hai ALLAH ki taraf se...
Toh zindagi aur maut ke parche bhi isi din se nikalte hai....

Jab mere nabi Shab e Meraaj par gaye toh duniya ka waqt tham gaya tha...
Beshak Duniya bhi mere Huzoor ke sadqe hai....

Comments

Popular posts from this blog

ISLAMIC STATUS (No.1)

 ISLAMIC STATUS ON MOTIVATION : "It is not the things a man has that makes him weak, but the things he wishes for!" Islamic Status

ISLAM AND PSYCHOLOGY

  An article on Islam and Psychology Islam and Psychology Upon studying Psychology for my Bachelor’s degree, I have always been curious about the links that I could make between Islam and  Psychology . To my delight, the findings were gratifying. I have always argued that rather than pitting the two apart and having this idea that the two cannot interlink, researchers, scholars and students should further examine how the two can benefit each other and benefit society overall. Psychology, as we understand  i t, is a comprehensive scientific study of the human mind and behaviour. It’s rooted in examining and understanding the human psyche, experiences & personality. In clinical psychology, it’s a tool in aiding one’s positive well being and maintaining that to be the best version of themselves.  Being your best self & seeking knowledge are some of the ethe of Islam and Islamic culture as Abu Hurairah, a companion of the Prophet Muhammed (PBUH), narrated “If any...

WUZU (WUDHU) KE FARZ

WUZU (WUDHU) KE FARZ   Wuzu (Wudhu) ke Farz Bismilah'Ir'Rahman'Ir'Rahim Assalamualaikum Aaiye Kuch Wuzu (Wudhu) ke zaroori Farz par Baat kar lete hai. Yaad rahe ki yeh Farz hai aur  isme woh chize jo sunnatein hai woh choot sakti hai. Sabse pehla Farz : Chehre ko peshani ke baalo se thodhi tak dhona hai aur jaha se sir ke baal shuru hote hai  waha se hume shuruaat karni hai aur thodhi tak  paani ko lekar jaana hai. Doora Farz: Dono haatho ko Kohnio tak thik se dhona hai. Teesra Farz: Dursustgi ke saath Ek chothaai sir ka masaa karna hai jaisa ke dikhaya jaa raha hai. Chotha Farz: Dono Pairo ko pindlio tak thik se dhona hai. Video ka link Niche de rakha hai taaki mazeed aap dekh kar tariqa seekh sake https://youtube.com/shorts/KgHQcDoApfw?feature=share Jazak ALLAH