WUZU (WUDHU) KE FARZ
Wuzu (Wudhu) ke Farz |
Bismilah'Ir'Rahman'Ir'Rahim
Assalamualaikum
Aaiye Kuch Wuzu (Wudhu) ke zaroori Farz par Baat kar lete hai. Yaad rahe ki yeh Farz hai aur
isme woh chize jo sunnatein hai woh choot sakti hai.
Sabse pehla Farz :
Chehre ko peshani ke baalo se thodhi tak dhona hai aur jaha se sir ke baal shuru hote hai
waha se hume shuruaat karni hai aur thodhi tak paani ko lekar jaana hai.
Doora Farz:
Dono haatho ko Kohnio tak thik se dhona hai.
Teesra Farz:
Dursustgi ke saath Ek chothaai sir ka masaa karna hai jaisa ke dikhaya jaa raha hai.
Chotha Farz:
Dono Pairo ko pindlio tak thik se dhona hai.
Video ka link Niche de rakha hai taaki mazeed aap dekh kar tariqa seekh sake
https://youtube.com/shorts/KgHQcDoApfw?feature=share
Jazak ALLAH
Comments
Post a Comment
Feel free to comment