Shaddad ek bahut ameer Badshah tha jisne ALLAH ki jannat banaane ki koshish ki lekin ALLAH bhi Al Ahad hai aur uske jaisa koi nahi. Shaddad aur uski Jannat ke baare main thodhi si maaloomaat Quran ke andar milti hai. Shaddad shuru se koi ameer baap ka beta nahi tha balki woh ek yateem tha jisko Raah chalte Musafir miya biwi ne uthaya aur apni aulaad ka darja diya tha. ALLAH ne ek baar Hazrat Israel se sawal kiya ki ae Israel, tujhe kabhi taqleef mehsoos hui Rooh nikaalte hue kisi shakhs ki. Israel bole mujhe do baar bahut taqleef mehsoos hui Rooh Qabz karne main lekin meri majboori thi Rooh ko kabz karna. Shaddad ki maa chal basi thi jab Shadad paida hua tha. Shaddad ka koi saathi ya paalne waala nahi tha uss waqt ALLAH(S. W. T.) Ke siwa aur usko do miya biwi apne saath ghar le gaye aur usko apni aulaad ka darja diya. Shaddad bachpan se he ek hoshiyar aur ek be had chalaak baccha tha aur uske maa baapo ko uss par fakhr tha. Ek baar jab Baadshah ki sawaari raaste se jaa rahi thi toh
A blog about Islam and sufism merged together. Here you will find every article related to Islam, Sufism, Qur'anic teachings, Quranic Waqiyas, Islamic Stories and many more. Also, various poetries of ALLAMA IQBAL and RUMI (MASNAVI) will also be the part of this blog. The verses from Qur'an and Hadith will be discussed and furthermore, speeches of various Peers and Muftis (Pir Saqib Shami, Mufti Salman Azhari)will be shared INSHA ALLAH . Please share this blog too to your friends.
Comments
Post a Comment
Feel free to comment