Skip to main content

Main na aisa ho jaau

Duniya ki bheedh main akela chal raha hu
Teri Basaayi basti main khuda Na Insaafi dekh raha hu
Kitna badal gaya iss basti ka Dastur
Yaha badal gaya hai har ek aadmi aur ek hoor
Mujhe muaaf karde khuda main na aisa ho jaau
Tere liye he jiu aur tere liye he Shaheed ho jaau
Ae Khuda, iss duniya main bhi ab ek nayi misaal paida ho gayi
Gunaah aasaan aur neki Mushkil ho gayi
Ab yehi tariqa hai bacha, tu mera aur main tera ho jaau
Mujhe bacha le Ae Khuda, Main na iss duniya jaisa ho jau

دنیا کی بھیڑ میں اکیلا چل رہا ہو،
تیری بسای بستی میں خدا نا انسافی
دیکھ رہا ہو،
کتنا بدل گیا اس بستی کا دستور،
یہاں بدل گیا ہے ہر ایگ آدمی اور لیک ہور،
مجھے معاف کردے خدا میں نہ ایسا ہو جاو،
تیرے لے ہی جیو اور تیرے لے ہی شہید ہو جاو
اے خدا،
اس دنیا میں بھی ایک نی مسال پیدا ہو گی،
گناہ آسان اور نیکی مشکل ہو گی،
اب یہ ہی تریکا ہے بچا، تو میرا اور میں تیرا ہو جاو،
تیرے لے ہی جیو اور تیرے لے ہی شہید ہو جاو،
اے خدا،
اس دنیا میں اب ایک نی مسال پیدا ہو گی،
گناہ آسان اور نیکی مشکل ہو گی،
اب یہ ہی تریکا ہے بچا، تو میرا اور میں تیرا ہو جاو،
مجھے بچا لے اے خدا، میں نہ اس دنیا جیسا ہو جاو

Alone men





Comments

Popular posts from this blog

SHADDAD KI JANNAT

Shaddad ek bahut ameer Badshah tha jisne ALLAH ki jannat banaane ki koshish ki lekin ALLAH bhi Al Ahad hai aur uske jaisa koi nahi. Shaddad aur uski Jannat ke baare main thodhi si maaloomaat Quran ke andar milti hai. Shaddad shuru se koi ameer baap ka beta nahi tha balki woh ek yateem tha jisko Raah chalte Musafir miya biwi ne uthaya aur apni aulaad ka darja diya tha. ALLAH ne ek baar Hazrat Israel se sawal kiya ki ae Israel,  tujhe kabhi taqleef mehsoos hui Rooh nikaalte hue kisi shakhs ki. Israel bole mujhe do baar bahut taqleef mehsoos hui Rooh Qabz karne main lekin meri majboori thi Rooh ko kabz karna. Shaddad ki maa chal basi thi jab Shadad paida hua tha. Shaddad ka koi saathi ya paalne waala nahi tha uss waqt ALLAH(S. W. T.)  Ke siwa aur usko do miya biwi apne saath ghar le gaye aur usko apni aulaad ka darja diya. Shaddad bachpan se he ek hoshiyar aur ek be had chalaak baccha tha  aur uske maa baapo ko uss par fakhr tha. Ek baar jab Baadshah ki sawaari raaste se jaa rahi thi toh

ISLAMIC STATUS (No.1)

 ISLAMIC STATUS ON MOTIVATION : "It is not the things a man has that makes him weak, but the things he wishes for!" Islamic Status

ISLAM AND PSYCHOLOGY

  An article on Islam and Psychology Islam and Psychology Upon studying Psychology for my Bachelor’s degree, I have always been curious about the links that I could make between Islam and  Psychology . To my delight, the findings were gratifying. I have always argued that rather than pitting the two apart and having this idea that the two cannot interlink, researchers, scholars and students should further examine how the two can benefit each other and benefit society overall. Psychology, as we understand  i t, is a comprehensive scientific study of the human mind and behaviour. It’s rooted in examining and understanding the human psyche, experiences & personality. In clinical psychology, it’s a tool in aiding one’s positive well being and maintaining that to be the best version of themselves.  Being your best self & seeking knowledge are some of the ethe of Islam and Islamic culture as Abu Hurairah, a companion of the Prophet Muhammed (PBUH), narrated “If anyone pursues a path